Ahmad Faraz Urdu Poetry SMS Messages & Faraz Funny Self Made SMS


Collection Of Graeat Urdu Poet Ahmad Faraz SMS Messages, Faraz Urdu Poetry also Faraz Funny Self Made SMS & Urdu Shayari SMS..


Main Ne Yeh Soch Ker Tasbhi He Tor Di Faraz…..!

Kia Gin Gin Ker Mango Us Se Jo Behisab Deta Hai…..

=

Haseen Yadoon K Kuch MauSaM Ussey Arsaal Krney Hein FARAZ!

SuNa Hai Shub Ko Tanhai Ussey Soney Nahi Deti.~!

=

Hum Se Bichar K Us Ka Takbbur Bikhar Gaya Faraz

Har Ek Se Mil Raha Hy Barii Aajzii K Saath …

=

Waqt-e-Qudrat Le Aaya Hy Aaj Humain Us Jaga Pe Faraz

Chal Diye Usi Mitti Main Jis Ki Hum Amanat Thay …

=

Bin Maange Hi Mil Jati Hyn Taabeerai’n Kisi Ko Faraz

Koi Khaali Haath Reh Jata Hy Hazaro’n Duao’n K Baad

=

Dil K Rishto’n Ki Nazaka wo Kia Janey ‘Faraz’

Naram Lafzo’n Se Bhi Lag Jati Hyn Chotai’n Aksar

=

Us Ne Mujhe Chhor Dia To Kia Hua Faraz…

Meine B To Chora Tha Sara Zamana Us K Liye…

=

Zinda tha to kisi ne na pucha haalat-e-jigar,

Ab mar gaye hain to mitti main dabanay aagaye,
Chor k dunya ko madhosh huye thy hum,

Woh na janay kya soch kar humko jaganay aagaye,
Na janay kis se pucha hai wafa na pata mera,

Meri qabar pe bhi humko jaganay aagaye,
Hum to andhere main sonay k aadi they,

Or woh bewafa meri qabar per diye jalanay aagaye.
Zinda tha to ek nazar na dekha pyar se Faraz!

Mar gaye hain to ab qabar pe aansu

=

Very Last Ghazal Of Ahmed Faraz

Gham-E-Hayaat Ka Jhagra Mita Raha Hai Koi

Chale Aoo Duniya Se Ja Raha Hai Koi

Azal Se Keh Do Ruk Jayee Do Ghari

Suna Hai Aane Ka Wada Nibha Raha Hai Koi

Wo Is Naaz Se Bethe Hain Laash K Pass

Jese Ruthay Hoe Ko Mana Raha Hai Koi

Palat Kar Na Aa Jayen Phir Saans

Itnay Haseen Hathon Se Mayyat Saja Raha Hai Koi

=

Wo Dhoondte Rahay Hame Idhar Udhar Shayad Unhe Hamari Taalash thi,

FARAZ

Par Afsoos Jis Qabar ParThay Qadam Unk Usi Mein Humari Laash Thi

=

main simtnay k liye hr bar tum se milta hon fraz ….

tum se milta hon to kuch or bikhar jata hon

=

‘Taash Ke Paton ki Manind hai Zindage Meri..

~.FARAZ .~

‘Jis Kisi ne bhi Khela Taqseem Kar Diya Mujhey..!

=
Funny

Urdu, Pushto Or Chinese Sher K Baad Ab Ek Hindi Sher

Chintit Hun Ma K Is Prem Ma Kitni Durghatna Hy FARAZ.

Is Chinta Ki Vivastha Liay Ma Suargvasi Ho Chala 🙂

=

Barae Meherbani Dawaen Bachon Ki Phonch Se Door Rakhen

FARAZZ

Ziyada Tabiyat Kharab Ho To Doctor Se Rujuh Karen
=

Uss Se Milte Hee Yeh Ehsas Hua Tha Mujhko
FARAZ
Ye Wohi Shaks Hai Jo Lambi Judai De Ga

6,020 تبصرے

  1. Rabia said,

    مئی 10, 2012 بوقت: 5:04 شام

    My own
    Tanhai ke dard main ghut ghut kar jiti hoon
    .
    .
    Dekh teri judai me main kia kia sehti hoon

    Plz guyz reply how iz it ..

  2. Rabia said,

    مئی 10, 2012 بوقت: 5:02 شام

    My own
    Jon jon waqat guzarta ja raha hai
    Humayen maloom hai puar tera tujh se juda hota ja raha hai
    Aye khuda mere baad uska bhuat khyal rakhna
    Mera yaar din ba din tota ja raha hai…

  3. مئی 10, 2012 بوقت: 3:55 شام

    Mehfily may kasha, kocha-e dilbara
    har jaga ho lieye ab chaly kaha

    Maslihat chati hy ke manzil mily
    or dil dhondta hy koi karwa-n

    Chandi bhi meri tarah herat may hy
    chup gia koi awaz dy kar kaha

    Jani pehchani hy har ada, har nazar
    ha-n magar ye ny yad ke dekha kaha

    Raat yon gham ny phir dil may awaz di
    jesy sehrah ki masjid may shab ki aza-n

    Gird urd urd ke muin apna dekha kary
    rakhi hy rah may aeyno ki duka-n

    Kuch tu may bhi dil ka kamzor ho
    kuch mohabat bhi hy fitratan badguma

    Tazkira koi ho zikar tera raha
    awal-o-akharsh, darmiyan darmiyan

    Jany kis des sy dil may a jaty hy
    chandni raat may dard ke karwa-n

    Darmiya-n may na laeyn khuda ko hum bhi
    bas wahi wo sy jis ki hy dasta-n

    Badar sshab idhar ka na rukh kejeye
    wali, lahore may shehar jadogara-n

  4. مئی 10, 2012 بوقت: 3:54 شام

    Khusbo ko titliyon ke paro-n may chupaon ga
    phir nely nely badlon may loot jaon ga

    Dewana war muje sy lipat jay gi hawa
    may surakh surakh pholo-n may jab muskuraon ga

    Sony ke phol patty giray gy zameen par
    may zard zard shakho par jab gungunao ga

    Ye lakrdiyan jo kushk hy bey barg-o-bar hy
    en ko may apni aag may jalna sikhao ga

    Denaar khob barsy gi angan may sari raat
    may khawab ke shajar ki wo shakh hilaon ga

    Dhul jay gi badan pay jami dhoop ki teh
    apny laho may aj may esa nahao ga

    ek pal ki zindagi behad muje aziz hy
    palkon pay jhilmilaon ga or phr toot jaon ga

    Ye raat phir na aye gi badal barsny dy
    may janta ho subh0 tuje bhol jao ga

    Es din bajay os ke tapkay ga surakh khon
    talwar ly kar jab may khalaon may jaon ga

    Jab raat ke sappurd muje karna aon gy
    romal raoshni ka hawa may urdaon ga

    angan may nany nany farishty lardy gy jab
    bhroii shafeeq akknho may,may muskoraon ga

  5. مئی 10, 2012 بوقت: 3:53 شام

    Main nara-e-mastana, main shouqi- e- rindana
    Main tashna kahan jaaon, pee kar bhi kahan jana

    Main souz-e-mohabbat hoon, main aik qayamat hoon
    Main ashk-e-nadaamat hoon, main gouhar-e-yakdana

    Main tahir-e-lahooti, main johar-e-malkooti
    Nasoot ne kab mujh ko is haal mein pehchana

    Main sham-e- farozan hoon, main aatish-e-larza hoon
    Main sozish-e-hijraan hoon, main manzil-e-parwana

    Kis yaad ka sehera hoon, kis chashm ka darya hoon
    Khud toor ka jalwa hoon, hai shakl qalbhana

    Main husn-e-mujassim hoon, main gesu-e-barham hoon
    Main phool hoon shabnam hoon, main jalwa-e-janana

    Main wasif-e-bismil hoon, main ronaq-e-mehfil hoon
    Ik toota howa dil hoon, main shehar mein veerana

  6. مئی 10, 2012 بوقت: 3:43 شام

    Ho Sakey To Rukh Say Pardey Ko Hatta Kar Daikhiye
    Aaj Apna Haal-e-Dil Hum Ko Suna Kar Daikhiye
    Jaan Jaayein Gey Wafa Mein Hum Kisi Say Kam Nahin
    Aap Bas Dil Ka Dareecha Khatkhata Kar Daikhiye
    Jab Kabhi Mujh Ko Bulaaney Ki Tamana Dil Mein Ho
    Mairey Koochey Ki Taraf Bas Kasmasa Kar Daikhiye
    Aap Ke Zor-o-Sitam Ko Kab Talak Sehta Rahoon?
    Mairey Jazbon Ko Kabhi To Aazma Kar Daikhiye
    Ye Taqaaza Mairi Ulfat Ne Kiya Hai Aap Say
    Diakhiye Jab Bhi Kabhi To Muskura Kar Daikhiye
    Zeest Ki Raanaaiyaan Hon, Ya Nishaat-e-Wasl Ho
    Ho Sakey To Mairi Aankhon Mein Sama Kar Daikhiye
    Kyun Jhijhaktey Hain Humaari Khasta Haali Daikh Kar
    “Kitni Wusat Hai Humaarey Dil Mein Aa Kar Daikhiye”

  7. مئی 10, 2012 بوقت: 3:42 شام

    Ye alag baat, ke kaha hi nahi
    Bin tere mai kabhi jiya hi nahi

    Bawafaaii ka dars yaad rahe
    Zakhm yuN, jaan kar siya hi nahi

    Roothne par koi manata hai
    Humko is baat ka, pata hi nahi

    Dard dunia ke baanNta hi raha
    Apne zakhmoN ka kuch kia hi nahi

    Mujhko lai jaaye jo nagr tere
    aaii aisi koi saba hi nahi

    Wo mujhay choD kar chala bhi gaya
    Aur ashqoN ka kuch pata hi nahi

    Uske qadmo ki bas mile jannat
    Yaad iske siwa dua hi nahi

    Raat aankhoN mai kaise na kat_ti
    Chaand baadal mai tu, chupa hi nahi

    Itna gum tha meiN teri baton mai
    Shor ruswaaii ka suna hi nahi

    Tum hi aslam na rakh sake qaboo
    Isme ashkoN ki kuch khta hi nahi

  8. مئی 10, 2012 بوقت: 3:31 شام

    Meri hasrat k janazy ko uthany waly
    Kitny be_dard hain ye log zamany waly
    Koi apna nahi matlab ki hai duniya sari
    Ab kahan milty hain wo yar purany waly
    Main dua_go hoon sada neendain hon mubarik tujh ko
    Hijar ka dard mujhe de k jagany waly
    Bas yehi soch k har bar manata hon usay
    Lot k aaty nahi rooth k jany waly
    Hamary dil main kabhi jhaank k daikho to sahi
    Kitny afsurda hain auron ko hansany waly….!!

    • Rabia said,

      مئی 10, 2012 بوقت: 4:53 شام

      Wow great yar ise parh kar mujha isa laga kr mere saath bilkul isa horaha hai kahass first 2 lines me jo likha hai

  9. مئی 10, 2012 بوقت: 10:42 صبح

    Ahmad fraz was a great poet.I like poetry and want to be a poet.

  10. Rabia said,

    مئی 9, 2012 بوقت: 4:34 صبح

    My own
    Dil ka ujra hal na poach mujha se

    Main jiti hon kise meri takdeer bhi heran hai mujh se

    Plz tell me how is it

  11. salman said,

    مئی 6, 2012 بوقت: 4:32 صبح

    kaise lagi meri collectoin freinds ans me my num 03144234254

  12. salman said,

    مئی 6, 2012 بوقت: 4:29 صبح

    ♥••-.Tashkhees baja Hai k Mujhe IshQ Hua Hai.-
    Nuskhay mein LikhO Un sE Mulaqaat Musalsal.-••♥

  13. salman said,

    مئی 6, 2012 بوقت: 4:25 صبح

    Ishq Kehtay Hain Usay Dunya Walay…!!

    Jis Ny Dunya Ujaar Di Meri….!..

  14. salman said,

    مئی 6, 2012 بوقت: 4:24 صبح

    Nasir Gham e Hayaat se Koi Nahi Bacha

    Har Aankh Ashk Ashk hai, Har Dil Jala Hua

  15. salman said,

    مئی 6, 2012 بوقت: 4:23 صبح

    Hm jaa rahy hain wahan jahan dil ki ho qadar,

    Baithy raho tum apni adaayen sanbhal kar…….

  16. salman said,

    مئی 6, 2012 بوقت: 4:23 صبح

    Aaj Phir Be-Hadh Udaas Hoon Main ..

    Khair Ye Masla Tumhara Nahi ……!

  17. salman said,

    مئی 6, 2012 بوقت: 4:22 صبح

    Han , Han , Nahi Hai … Kuch Bhi Mare ikhtiyar Main

    Han , Han ,Woh Shaks … Mujh Se Bhulaya Nahi Gaya……..

  18. salman said,

    مئی 6, 2012 بوقت: 4:17 صبح

    ‎”Mohsin” Yeh Raaz Uss Sy Mulaqaat Py Khula…

    Matlab Nikalny Main Woh Mahir Bala Ka Thaa….

  19. salman said,

    مئی 6, 2012 بوقت: 4:16 صبح

    yaad uski itni khoob nahi Meer baaz aa
    nadaan phir wo jee se bhulaya na jaye ga…

  20. اپریل 25, 2012 بوقت: 5:30 صبح

    مجھے اپنے ضبط پہ ناز تھا سرِ بزم رات یہ کیا ہوا
    میری آنکھ کیسے چھلک گئی مجھے رنج ہے یہ برا ہوا۔

    مری زندگی کے چراغ کا،یہ مزاج کوئی نیا نہیں
    ابھی روشنی ابھی تیرگی نہ جلا ہوا نہ بجھا ہوا

    مجھے جو بھی دشمنِ جاں ملا وہی پختہ کارِ جفا ملا
    نہ کسی کی ضرب غلط پڑی نہ کسی کا تیر خطا ہوا

    مجھے آپ کیوں نہ سمجھ سکے یہ خود اپنے ہی دل سے پوچھئے
    مری داستانِ حیات کا تو ورق ورق ہے کھلا ہوا

    جو نظر بچا کے گزر گئے مرے سامنے سے ابھی ابھی
    یہ مرے ہی شہر کے لوگ ہیں مرے گھر سے گھر ہے ملا ہوا

    ہمیں اس کا کوئی حق نہیں کہ شریکِ بزمِ خلوص ہوں
    نہ ہمارے پاس نقاب ہے نہ کچھ آستیں میں چھپا ہوا

    مرے ایک گوشئہ فکر میں مری زندگی سے عزیز تر
    مرا ایک ایسا بھی دوست ہے جو کبھی ملا نہ جدا ہوا

    مجھے اک گلی میں پڑا ہوا کسی بد نصیب کا خط ملا
    کہیں خونِ دل سے لکھا ہوا کہیں آنسوؤں سے مٹا ہوا

    مجھے ہم سفر بھی ملا کوئی تو شکستہ حال مری طرح
    کئی منزلوں کا تھکا ہوا کہیں راستے میں لٹا ہوا

    ہمیں اپنے گھر سے چلے ہوئے سرِ راہ عمر گزر گئی
    کوئی جستجو کا صلہ ملا نہ سفر کا حق ہی ادا ہوا۔

  21. اپریل 25, 2012 بوقت: 5:30 صبح

    Salam 2 all my friends…………………..

  22. اپریل 24, 2012 بوقت: 3:23 شام

    کوئی ہم نشیں ایسا ملے
    میرے درد کی جو دوا کرے

    نہ مجھے تلاش کسی اور کی
    نہ وہ رہ سکے سوا میرے

    میری آنکھوں میں ہے تیرا عکس
    شبِ چاند میں یہ کہا کرے

    میرا چاند جب میرے ساتھ ہو
    تو وہ شب کبھی نہ ڈھلا کرے

    میری زندگی میرا عکس تُو
    تیری ہر نظر یہ کہا کرے

    تیرے بِن نہ مجھ کو نصیب ہو
    وہ سانس بھی جو جفا کرے

  23. اپریل 24, 2012 بوقت: 3:19 شام

    شام آئی، تری یادوں کے ستارے نکلے
    رنگ ہی غم کے نہیں، نقش بھی پیارے نکلے

    ایک موہوم تمّنا کے سہارے نکلے
    چاند کے ساتھ ترے ہجر کے مارے نکلے

    کوئی موسم ہو مگر شانِ خم و پیچ وہی
    رات کی طرح کوئی زُلف سنوارے نکلے

    رقص جن کا ہمیں ساحل سے بھگا لایا تھا
    وہ بھنور آنکھ تک آئے تو کنارے نکلے

    وہ تو جاں لے کے بھی ویسا ہی سبک نام رہا
    عشق کے باب میں سب جُرم ہمارے نکلے

    عشق دریا ہے، جو تیرے وہ تہی دست رہے
    وہ جو ڈوبے تھے، کسی اور کنارے نکلے

    دھوپ کی رُت میں کوئی چھاؤں اُگاتا کیسے
    شاخ پھوٹی تھی کہ ہمسایوں میں آرے نکلے

  24. اپریل 24, 2012 بوقت: 3:18 شام

    زخم کی بات نہ کر زخم تو بھر جاتا ہے
    تیر لہجے کا کلیجے میں اتر جاتا ہے

    موج کی موت ہے ساحل کا نظر آجانا
    شوق کترا کے کنارے سے گزر جاتا ہے

    شعبدہ کیسا دکھایا ہے مسیحائی نے
    سانس چلتی ہے ، بھلے آدمی مر جاتا ہے

    مندروں میں بھی تو دعائیں سنی جاتی ہیں
    اشک بہہ جائیں جدھر ، مولا ادھر جاتا ہے

    حسن افزا ہوئی اشکوں کی سنہری برکھا
    پھول برسات میں جس طرح نکھر جاتا ہے

    غالباً تخت پہ جنات کا سایہ ہوگا
    کچھ تو ہے ہر کوئی آتے ہی مکر جاتا ہے

    گر نہ لکھوں میں قصیدہ تو ہے تلوار اقرب
    سر بچا لوں تو مرا ذوق ہنر جاتا ہے

    قیس اگر آج ہیں زندہ تو جنوں زندہ باد
    سوچنے والا تو اس دور میں مر جاتا ہے

  25. اپریل 24, 2012 بوقت: 2:26 شام

    ===========================================
    یہ بات الگ ہے کہ ہارا ہوں نہ جُھکا ہوں
    اک عمر مگر ظلم کی چکّی میں پسا ہوں

    یہ کس نے کہا چاہتِ بیتاب نہیں مجھ میں
    سو بار گرا ہوں تو میں سو بار اٹھا ہوں

    زخمی ہوں تو مغرور سمجھتے ہیں مجھے لوگ
    مغرور سہی جانبِ منزل تو چلا ہوں

    گرد اُتری تو چمکوں گا اُسی تاب سے کل بھی
    کیا غم کے آج میں مٹی میں ملا ہوں

    دوں سب کو میں اپنی صفائی تو بھلا کیوں
    میں سامنے ہوں سب کے بُرا ہوں کہ بھلا ہوں

  26. اپریل 24, 2012 بوقت: 2:19 شام

    مصلحت چھین گئ قوتِ گفتار میری
    کچھ نہ کہنا ہی میرا میری صدا ھو بیٹھا

  27. اپریل 24, 2012 بوقت: 2:17 شام

    Behke Behke Huwe Andaaz-e-Bayan Hote Hain,
    Aap Hote Hain To Phir Hosh kahan Hote Hain,

    Hont Paband Hain Mafhum Bayan Hote Hain,
    Koi Samjhe To Yeh Aansu Bhi Zubaan Hote Hain,

    Yaad Hai Teri Nigaahon ka Badalna Mujhko,
    Aise Andaaz Qayamat Mein Kahan Hote Hain,

    Kyun Shab-e-Gham Na Jalaun Teri Yaadon Ke Charagh,
    Unse Roshan Meri Manzil Ke Nishan Hote Hain,

    Gham Hai Baqi To Kisi Roz Khushi Bhi Hogi,
    Phool Bhi Khaar Ke Pehlu Mein Jawaan Hote Hain..

  28. اپریل 24, 2012 بوقت: 1:59 شام

    *********************************************************************
    muhabbat bhi akas hai badaltay musam jaysa
    kabi khaza ban ker
    kabi milan ki bahar ban ker
    kabi dhup chaon hotay howay
    serd si khamoshi jasa
    muhabbat akas hai badaltay musam jaysa
    jo aker chupkay say guzer jay
    hawao’n kay shor sang sawan bany
    baras ker tam jay
    karaj ker saham jay
    kabi abaad ho tu
    shahnaio’n main
    iqrar ki mahfil jasa
    muhabbat bhi akas hai badaltay musam jaysa
    jasay kahin durr koyal ki kuk
    ik serab say ati koi naveed
    iss tarha dhud ko saja lay
    dil main basi kawahsh jaysa
    subah say hoti shaam jaysa
    muhabbat bhi akas hai badaltay musam jaysa

  29. اپریل 24, 2012 بوقت: 1:56 شام

    ***************************************************************************************

    kitnay wo itmenaan se thukra gaya mujhay
    aansoo bana ke aankh se tapka gaya mujhay

    kaisee ye rehbaree thi ye kaisa fareb tha
    munzil dekha ke raah se bhatka gaya mujhay

    khamosh nigahon se kahani suna gaya
    lafzon ke hair phair mein atka gaya mujhay

    mujhko bhi bachpanay ka ek mazaq samajh kar
    chhoti si ek hansi mein hee ura gaya mujhay

    do din mein us kay dil se muhabbat utar gayee
    aur do hi din mein yaad se mitaa gaya mujhay

    *****************************************************************

  30. اپریل 24, 2012 بوقت: 1:47 شام

    Muhabbat Say Rehaa Hona Zaorori Ho gaya Hai
    Mera Tujh Say Judaa Honaa Zarori Ho gaya Hai

    Wafa K Tajurbay Kartey Huay To Umr Guzri
    Zara Saa Bewafa Hona Zaroori Ho gaya Hai

    Meri Awaaz Tanhayee Men Marti Ja Rahi Hai
    Kisi Ka Ham’nawa Hona Zaroori Ho gaya Hai

    Azaab e zulmat e Shab Hai Keh Ab Apney Lahoo Par
    Koi Harf e duaa Hona Zaroori Ho gaya Hai

    Kahan Taak Hum In Bojhal Fizaaon Men Rahain Gay
    Koi Aik Faislaa Hona Zaroori Ho gaya Hai

    Bhanwar Men Hai Kaee Barson Say Apni Kashti e jaan
    Kisi Ka Na’Khuda Hona Zaroori Ho gaya Hai

    Yahan Charoon Taraf Hee Khauf Barhta Ja Raha Hai
    Sukhan Na’Ashnaa Hona Zaroori Ho gaya Hai

    • M.Ashaq said,

      مئی 5, 2012 بوقت: 10:26 شام

      Maine jis shakhs ko phoolon se sajaya tha Faraz
      meray senay mai osse shakhs ka kanta othra

  31. اپریل 24, 2012 بوقت: 1:42 شام

    SALAM TO all My FRIENDS……………..

  32. salman said,

    اپریل 24, 2012 بوقت: 11:00 صبح

    Aankh jub sy lagi hai Meer
    Aankh tub sy lagi nahi

  33. salman said,

    اپریل 24, 2012 بوقت: 10:45 صبح

    Ishq Ujrat Talab Na Tha, Warna..

    Hum Tre Dar Pe Naukri Krte…

  34. salman said,

    اپریل 24, 2012 بوقت: 10:44 صبح

    Lagta hai ab k Muhabbat ho hi jaye gi,

    Maine Khawab mein khud ko Martay dekha hai!

  35. SADIYA said,

    اپریل 18, 2012 بوقت: 12:59 شام

    hum Tujhe Bhoolnay Ka Sochain Gay..!!

    Jab Kbhi Dil Pe Ikhtiyaar Huwa

    • salman said,

      اپریل 23, 2012 بوقت: 8:16 صبح

      nicceeeee ggggg

    • M.Ashaq said,

      مئی 5, 2012 بوقت: 10:48 شام

      Q samajthe ye jahan walay hum ko ghareb
      hazaron dard ki daulat se malamal hai hum laug

    • AWAIS BASHIR said,

      مئی 17, 2012 بوقت: 2:48 شام

      SADIA THIS IS THE ANSER OF YOUR MASSAGE
      ABHI TUM SOCH SAKTY HO
      K KHUD KO ROK SAKTY HO
      ABHI AAGAZ-E-MUHABBAT HAI
      TUMHAIN AADAT NAHI MERI

      BARI KHUD GHARZ DUNIYA HAI
      KABHI MILNY NAHI DY GI
      TUMHAIN BHI TOR DALY GI
      MUJHY BHI TOR DALY GI

      ABHI AADAT NAHI TUJH KO
      WASAL KI HASEEN SHAMOON KI
      ABHI AADAT NAHI MUJH KO
      TERI AANKHON MAIN KHONY KI

      YEH DUNIYA TOR DATI HAI
      BHARAM SAB TOR DATI HAI
      BARA MUSKIL HOTA HAI
      KISI KO CHOR KAR JANA
      K EK DIL KA RISHTA
      DOSARY SE TOR K JANA

      DIN BHAR K THAKY PANCHI
      ABHI WAPAS NAHI LAUTY
      ABHI SOORAJ NAHI DOOBA
      ABHI SITAARY NAHI NIKALY
      ABHI KASHTI SAMANDAR KI
      LAHRON SE NAHI ULJHI
      ABHI KASHTI BHI TERI HAI
      ABHI TERA KINARA HAI

      ABHI AAGAZ-E-MUHABBAT HAI
      TUMHAIN AADAT NAHI MERI

      ABHI TUM SOCH SAKTY HO
      K KHUD KO ROK SAKTY HO
      ABHI AAGAZ-E-MUHABBAT HAI
      TUMHAIN AADAT NAHI MERI

  36. sabir said,

    اپریل 14, 2012 بوقت: 8:39 صبح

    yeh aaine tujhe teri khabar kya dege..

    faraz

    aa dekh meri aankho mein k tu kitni haseen hai….

  37. IMRAN KHAN said,

    اپریل 9, 2012 بوقت: 4:18 صبح

    EVRY THING IS SO NICE

  38. Salman said,

    اپریل 5, 2012 بوقت: 12:47 شام

    HELO FREINDS KAISE LAGI MRI COLECTOIN ANS ME 03144234254

  39. Salman said,

    اپریل 5, 2012 بوقت: 12:37 شام

    HA HASRAT K HO ELAAN IK DIN

    KE ISHQ INTEQAAL KAR GAYA

  40. Salman said,

    اپریل 5, 2012 بوقت: 12:36 شام

    Udaas Dil ki, Udaas Baaaten

    Samjhne Wala, Koi to Hota

  41. Salman said,

    اپریل 5, 2012 بوقت: 12:35 شام

    Hum Tujhe Bhoolnay Ka Sochain Gay..!!

    Jab Kbhi Dil Pe Ikhtiyaar Huwa.

  42. Salman said,

    اپریل 5, 2012 بوقت: 12:35 شام

    Najane kon sa aseeb dil me basta hai,

    K jo bhi thehra wo akhir makan chor gea

  43. Salman said,

    اپریل 5, 2012 بوقت: 12:35 شام

    HAZOOR E WALA AIK MASLA FIQQA KI ROOH SA BATLAYE

    KOI JAB DIL CHURA LYY TO HATH KAATAIN GY?

  44. imtiaz ahmed said,

    اپریل 5, 2012 بوقت: 4:50 صبح

    pewer to you faraz?

  45. اپریل 4, 2012 بوقت: 6:27 صبح

    Gham-E-Hayaat Ka Jhagra Mita Raha Hai Koi

    Chale Aoo Duniya Se Ja Raha Hai Koi

    Azal Se Keh Do Ruk Jayee Do Ghari

    Suna Hai Aane Ka Wada Nibha Raha Hai Koi

    Wo Is Naaz Se Bethe Hain Laash K Pass

    Jese Ruthay Hoe Ko Mana Raha Hai Koi

    Palat Kar Na Aa Jayen Phir Saans

    Itnay Haseen Hathon Se Mayyat Saja Raha Hai Koi

    =

    • M.Ashaq said,

      مئی 5, 2012 بوقت: 10:42 شام

      Osko jhoot bolna sikaya humne Faraz”
      ”Oski her baat ko such man man ker

  46. اپریل 3, 2012 بوقت: 5:51 شام

    ussy mujhe satany mai nuhat maza ata tha *kahta tha *mujhy tum sy muhabbat hai*

  47. aima zinlhaq said,

    اپریل 3, 2012 بوقت: 5:48 شام

    kamal

  48. LUCK said,

    اپریل 3, 2012 بوقت: 5:32 صبح

    ZINDAGI MA BOHAT KAM MILI HA FARAZ
    WO CHEAZ JISAY SHIDAT SA CHAHA MAINE
    FROM SALMAN

  49. fazal amin said,

    مارچ 30, 2012 بوقت: 10:14 صبح

    oohhh

  50. ANMOL SHAH said,

    مارچ 24, 2012 بوقت: 7:16 شام

    tha kabhi lazmi nisaab e wafa
    ab ye mazmoon ikhtiyaari hy ………….

    • LUCK said,

      اپریل 3, 2012 بوقت: 5:30 صبح

      niceee

    • Aftab khan said,

      اپریل 4, 2012 بوقت: 2:11 صبح

      haathon k lakeeron mai kia rakha hay FARAZ,

      NASEEB to unki b hoti hay jisky haath nahi hote….!@ft@b

      • M.Ashaq said,

        مئی 5, 2012 بوقت: 10:37 شام

        Kea chupaye ga naqab oskay shabab ko Ashaq
        nigah-e-ishq se pather bhi toot jathe hai……AZ

        • AWAIS BASHIR said,

          مئی 17, 2012 بوقت: 2:51 شام

          NA JANY KIS BAAT PE US NE MUJHY CHORA HAI FARAZ
          MAIN TO MUKHLIS THA KISI MAA KI DUAOON KI TARHAN

          FROM AWAIS BASHIR

  51. Adnan.Yaseen said,

    مارچ 21, 2012 بوقت: 12:48 صبح

    Very sad poetry

  52. Alam said,

    مارچ 19, 2012 بوقت: 7:38 صبح

    Hello Friends Salam,
    I can see there are total 5,545 comments but its showing only 60 comments, Please advice me to where to get rest of the comments.

    Alam
    India,

  53. omar said,

    مارچ 13, 2012 بوقت: 6:35 صبح

    hahaha all boys very funy

  54. Toqeer kahlon said,

    مارچ 10, 2012 بوقت: 3:21 شام

    Wah g wah gud exelenc. . . , . .

  55. Danish Ali shaikh said,

    مارچ 3, 2012 بوقت: 1:30 شام

    very Nice , , ,

  56. adnanskynet said,

    مارچ 3, 2012 بوقت: 6:15 صبح

    nice very very nice……………..mindblowing

  57. Jabbar saher said,

    مارچ 1, 2012 بوقت: 3:45 شام

    I like me sade poetry

  58. mazharali said,

    فروری 18, 2012 بوقت: 12:22 شام

    faraz is faraz

  59. Ahmad said,

    فروری 14, 2012 بوقت: 2:15 صبح

    Urdu Poetry Blog kay bary main ap ki raye bohat qeemti hain, bara-e mhrbani humain apni qeeemti aara or masawaroun sy agah karain

    Ap neechy diyay gaye link sy apni raye ka izhar kr sakty hain …

    Ap ki raye..! Your Suggestions…

    Humain apki qeemti tanqeed / taseh ko kushamdeed khty hain …

    Shukria,

    -Admin 🙂
    Urdu Poetry Blog

  60. abrar shakir said,

    فروری 7, 2012 بوقت: 11:43 صبح

    bedarda mereaan hunjuaan di gayi sari adat tere ty ________na tu rokeyan rukeya sain na aih rokeya rukde ne


Leave a Reply / Ap ka pegham