A tribute to Ahmad Faraz


Ye meri ghazlen ye meri nazmen

Ye meri ghazlen ye meri nazmen
Tamam teri hikayaten hain
Ye tazkare tere lutf ke hain
Ye shair teri shikayaten hain
Main teri nazar kar raha hun
Ye un zamanon ki sa’aten hain
Jo zindagi ke naiy safar main 
Tujhe kissi waqt yaad aain
To aik ik harf ji uthay ga
Pehn ke anfas ki qabain
Udas tanhaoyon ke lamhon
Main naach uthen gi ye apsaraain
Mujhe tere dard ke ilawa bhi
Aur dukh the ye manta hun
Hazar gham the jo zindagi ki
Talash main the ye janta hun
Mujhe khabar thi keh tere aanchal main 
Dard ki rait chanta hun
Magar har ik baar tujh ko chu kar
Ye rait rang-e-hina bani hai
Ye zakham gulzar ban gaye hain
Ye aah-e-sozan ghata bani hai
Ye dard moj-e-saba huwa hai
Ye aag dil ki sada bani hai
Aur ab ye sari mata-e-hasti
Ye phool ye zakhm sab tere hain
Ye dukh ke nohay,ye sunk ke naghme
Jo kal mere the wo ab tere hain
Jo teri qurbat teri judai
Main kat gaye roz-o-shab tere hain
Wo tera sha’air tea mughanni
Wo jis ki baten ajeeb si theen
Wo jis ke andas khusarwana the
Aur adaain gharib si theen
Wo jis ki jeene ki khahishen bhi
Khud us ke naseeb si theen
Na pooch us ka keh wo dewana
Both dinon ka ujar chuka hai
Wo kohkan to nahin tha lekin
Kari chatanon se larh chuka hai
Wo thak chukka tha aur us ka tesha
Ussi ke seenay main garh chuka hai

Tamam friends se appeal hai keh aap Faraz sahab ke liye maghfarat ki dua karen.

sislay

46 تبصرے

  1. syedamirshah said,

    نومبر 25, 2012 بوقت: 10:08 صبح

    i love Ahmad faraz and his poetries

  2. نومبر 17, 2011 بوقت: 1:16 شام

    A Great Poet

  3. sumair ali sabir said,

    ستمبر 1, 2011 بوقت: 8:27 شام

    sir ahmed faraz very very very very nice poet of pakistan. Very nice .us ne mujay chor dia tou kya hua faraz Maine b tou chora tha sara zamana us k liye.

  4. azad akhan said,

    اگست 24, 2011 بوقت: 11:19 صبح

    ajeb kasam ke log rhtain hain tere shehar ma faraz khod katal kar ke pochetain hain ye janaaza kis ka h ………………………………………………………………………………………………………from Azad ali jokhio nawab shah

  5. z667 said,

    اپریل 12, 2011 بوقت: 4:14 شام

    faraz sahib was a nice person

  6. rustam ali said,

    اپریل 10, 2011 بوقت: 6:47 شام

    toje yad kia naihe hai mery deel ka wo zamana
    wo adab gahe muhabat wo negah ka taziyana

  7. farhan said,

    اکتوبر 7, 2010 بوقت: 4:09 صبح

    ahmad faraz is very geatest poet

  8. farhan said,

    اکتوبر 7, 2010 بوقت: 4:07 صبح

    i like also sooooooooooo much ahmad faraz

  9. Gul Sagar said,

    ستمبر 30, 2010 بوقت: 2:28 شام

    send me sweet poetry gulsagar33@yahoo.com 03332871467

  10. Gul bSagar said,

    ستمبر 30, 2010 بوقت: 2:26 شام

    Suna ha log usy ji bhar k dekhty hein ye baat ha chalo us k shahr jaky dekhtein hein

  11. shaista mughal said,

    ستمبر 16, 2010 بوقت: 4:01 شام

    ahmed fraz is very good pote
    i like potry so much

  12. urdu poetry said,

    ستمبر 3, 2010 بوقت: 1:28 شام

    Kitab-e-Takdeer sy kiya shikwa ay dil-e-nadan….

    K jab Qismat hi apnay paas na ho to phir Khawaishain kaisi….

  13. azhar ali said,

    اگست 26, 2010 بوقت: 10:16 صبح

    Ahmed Faraz Is good Poe

    From Azhar Ali Soomro

  14. جولائی 12, 2010 بوقت: 11:53 صبح

    Honda Civic 2010

  15. sunny said,

    اپریل 24, 2010 بوقت: 6:39 شام

    i like poetry plz send me nice poetry

  16. اپریل 13, 2010 بوقت: 11:48 شام

    Aashikon ko mohabbat ke alava agar kuchh kaam hota

  17. adnan said,

    اپریل 12, 2010 بوقت: 10:45 صبح

    hoti hai bari zalim ye yak-tarfa mohabt bhi "Fraz

    k wo yaad tou aatey hain magar yaad nahi kartey

  18. daundadub said,

    مارچ 5, 2010 بوقت: 9:23 صبح

    The response level to national disaster is noble but it’s a real shame that so many citizens take advantage of the sad situations.

    I mean everytime there is an earthquake, a flood, an oil spill – there’s always a group of heartless people who rip off tax payers.

    This is in response to reading that 4 of Oprah Winfreys "angels” got busted ripping off the system. Shame on them!
    http://www.cbsnews.com/blogs/2009/08/19/crimesider/entry5251471.shtml

  19. Sonia ali said,

    مارچ 5, 2010 بوقت: 7:09 صبح

    Hi m sonia from karachi. I like AHMAD FRAAZ poetry .any person send me poetry .i shall be vry thank ful to him.my number is 03365368388.ok bye ALL SWEET FRNDS ALLAH HAFIZ.I AWAITED UR FAVRIT POETRY.

  20. hedi said,

    فروری 14, 2010 بوقت: 11:21 شام

    hi,i am hediye from iran,urmia.i wanna find faraz javid my id is=hedi_diba98

  21. umair said,

    دسمبر 15, 2009 بوقت: 10:09 صبح

    hi, wanna b my friend farhan, my cell is 0321-6429078. i am from lahore cantt….

  22. farhan ali said,

    دسمبر 4, 2009 بوقت: 6:13 شام

    uss se milte hee yeh ehsas hua tha muj ko faraz
    ye woehi shaks hai jo lambi judi de ga

  23. G.M joyia said,

    نومبر 21, 2009 بوقت: 6:54 شام

    Hi!!! pls note down my cell num 03004684614………………..i want a true friend……any one is there???

  24. fatima abru mughal said,

    اکتوبر 3, 2009 بوقت: 5:13 صبح

    fantastic hai yarrrrrrr

  25. mano said,

    ستمبر 17, 2009 بوقت: 5:56 شام

    Ahmed faraz wz a gr8 poet.!!ma requst 2 young genration dun snd bad msgs n da name ov faraz…..i mean dun make fun ov him!!! may his soul rest n heaven

  26. Liaqat Ali said,

    ستمبر 5, 2009 بوقت: 2:52 شام

    I Love Farraz poetry

  27. asif javid said,

    ستمبر 1, 2009 بوقت: 8:10 صبح

    hi,
    kay hall hai,sir ahmed fraze key shari bhout achai hai aour jo ghazal noor jhan na ghai hai silsilay chour giya w subhi jaty jayta,bhout achai hai,

  28. FARAZ said,

    اگست 31, 2009 بوقت: 11:54 شام

    HI TOO ALL MY NAME IS FARAZ
    mera apna likha hoa 1 shaer arz kia hy
    FARAZ ne jis se kia pyar wo kisi ayr ki hogai
    FARAZ ne jis se kia pyar wo kisi aur ki hogai
    loo dasoo yaroo FARAZ naal we paen yakiii hogai

  29. FARAZ said,

    اگست 31, 2009 بوقت: 11:48 شام

    my name is faraz so plz send funny joks my cel num 03314399488 and my email adrees zalimbila1@yahoo.com

  30. asim said,

    اگست 17, 2009 بوقت: 7:58 صبح

    Apni hi gali main poochtay hai apnay ghar ka pata….
    ye kon be dard shehar ka naqsha badal Gaya……

    Hi my name is asim I am from saudi arabia 00966-564924381

  31. Naeem ul wahab said,

    اگست 9, 2009 بوقت: 7:21 صبح

    Meri Aankhein Bhi Ek Din Muj Se Yeh Keh Dein Gi Faraz….

    Khawab Na Uss K Dekha Kro Ham Se Ab Roya Nahi Jata…

    Hum nind k ziyada shoqeen nahi FARAZ,,

    Kuch khwaab na dekhain tu guzara nahi hota..

    Hoti Hay Baree Zalim Yaktarfa Mohabbat Bhe FARAZZ

    Woh Yaad Tu Aatay Hain , Par Yaad Nai Kartay…..

  32. aawez patel said,

    اگست 6, 2009 بوقت: 9:29 صبح

    hi i am aawez patel i am fan ahmed faraz

  33. anjum ghazi said,

    اگست 3, 2009 بوقت: 9:03 شام

    sil silay to tod gaye par aisi shayeri de gay jisse hameesha yaado ka sil sila rahe.

  34. Imran said,

    مئی 30, 2009 بوقت: 12:15 صبح

    He was a great poet of pakistan, God bless him

  35. Usman Afzal said,

    مئی 4, 2009 بوقت: 4:53 صبح

    salaam
    am from sialkot.,.,
    plz send mw ahmed faraz poetry on my email dilma_per@yahoo.com
    anyone send the poetry am very thankful ,,,
    okay

  36. anmol shah said,

    مارچ 2, 2009 بوقت: 6:25 صبح

    ahmed faraz greatttttt poet or unki poetri ki to baat hi kuch or hy

  37. Rizwan Mustafa said,

    فروری 17, 2009 بوقت: 6:53 صبح

    Ahmad Faraz was the great poet and also me favourite poet.

  38. Cute fairy said,

    فروری 2, 2009 بوقت: 4:34 شام

    Send me plz poetries my num is 03135407694

  39. jawad said,

    فروری 2, 2009 بوقت: 8:32 صبح

    pyar apna bhi asar rakhta hay Faraz
    Bohat yad ayain gay zara bhulla kar to daikho

    • ستمبر 11, 2011 بوقت: 12:08 شام

      Agar Manzil Ko Pana Hai to Hausala Sath Rakhna Agar Pyar ko Pana Hai to Eitbaar Sath Rakhna Agar Hamesha Muskara Hai to Hamain Sath Rakh.

  40. fatimah said,

    نومبر 20, 2008 بوقت: 2:21 شام

    silsale tor gaya woh sabhi jate jate…………
    is a wonderful gazhal……………

  41. نومبر 6, 2008 بوقت: 6:44 صبح

    […] Text Messages, urdu, urdu poetry, urdu shayari, Urdu Shayari SMS Collection Of Graeat Urdu Poet Ahmad Faraz SMS Messages, Faraz Urdu Poetry also Faraz Funny Self Made SMS & Urdu Shayari […]

  42. جنید خان said,

    ستمبر 8, 2008 بوقت: 5:39 شام

    احمد فراز کے یہ اشعار مجھے بہت پسند ہیں
    اماں مانگو نہ ان سے دلفگاراں’ ہم نہ کہتے تھے
    غنیم شہر ہیں چابک سواراں’ ہم نہ کہتے تھے
    خزاں نے تو فقط ملبوس چھینے تھے درختوں سے
    صلیبیں بھی تراشے گی بہاراں’ ہم نہ کہتے تھے

  43. A Mobile Guy said,

    ستمبر 7, 2008 بوقت: 1:50 صبح

    thnx for such nice poetry ur last post is https://urdupoetry.wordpress.com/2008/09/05/great-urdu-poet-ahmed-faraz-is-no-more-with-us/ also good


Leave a reply to azhar ali جواب منسوخ کریں